Tanhai !!!
Tanhai,
khmoshi
Khushbu,
Haseen wadioun ke sama,
Absharoun ke gadgadati awazay,
Ganay jangloun ka hona ,
Pholoun ka khilna,
Gulaboun ke mehak,
Pukaro awaz aati,
Bulawo tou bulatay he raho,
Jo yah say kha wahi wah say suna,
Pahdo ke khushnudi,
Bas aisa lagata yahi kaho ,
Yahi raho aur tanhai,
Aab kahi nahi jawo bas tanhai ,
Door hokar be sab samnay aata,
Aisa lagta ke janat ka manzar,
Sab kuch dekha,
Sab kuch samja,
Sab kuch jana,
Magar tum.....
Jiger
No comments:
Post a Comment